ek din khuda ne mujhse kaha, k teri zindgi bas kuchh pal ki hai,
par wo aayegi tere aagosh me bas ek pal k liye ,
maine khuda se kaha, "us ek pal se zyada, mujhe zindgi nahi chahiye",
khuda ne kaha, teri aagosh me aa k unke hoto pe aayegi muskurahten bepanah,
maine khuda se kaha "mujhe aur koi khushi nahi chahiye"
khuda ne kaha o nadan, sang uske ho kar, is jahan me tu ho jayega tanha,
maine khuda se kaha "gar wo hain sange mere meri aakhri sans tak to, mujhe koi aur saathi nahi chahiye"
khuda ne kaha, k gar wo aayegi tere paas, to tujhe ek boond pani bhi naseeb nahi hoga,
maine khuda se kaha, "bas meri aakhri sans tak wo saath hon mere, is 4 pal ki zindgi me jine k liye, mujhe kuchh aur nahi chahiye",
khuda se raha na gaya, unhone fir kaha, "are o nadan 'wo aayegi teri pahlu me teri maut ban kar'"
maine kaha "gar itni hasin aur khushnuma meri maut hain, to mujhe zindgi nahi chahiye

No comments:
Post a Comment